Durood-e-Tunjeena

Q: Durood-e-tunjeena ki kya importance hai? Kya mei is ka wird rozana kar sakti hoon?

A: Ye durood Hadith se saabit nahi he, lekin is ka ma'na saheeh he owr is ke parne se bohot se fawaaid bhi dekhegae. Ye fawaaid lowgo ke tajrabah se saabit he. Lihaza us ka parhna jaaiz he lekin is ku Sunnat ne samajh lia jae. Lekin Hadith Shareef me jo durood Aap (Sallallahu Alayhi Wasallam) se manqool he, uska parhna afzal he owr ziyaada sawaab milne ke baais he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)