"May ne azaad kia, tum azaad ho" kehne se talaaq

Q: Meray husband nay mujay larai k baad kaha k jao may nay azad kiya tumhain tum azaad ho yea 3 baar kaha or phir is ke baad apni ammi ko jo k Pakistan may hain unhain pukaar ke kaha ke ammi aaj sab khatam ho gaya to kya is say talaaq ho gai hay?

A: Teen dafa' kehne se "Tum meri taraf se Azaad ho" teen talaaq waaqi hogai. Ab nikaah tootgaya. Tum downo ke lia mia biwi ki tarah saat rehna jaaiz nahi he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: