Khara hokar peshaab karna

Q: Khare ho kar agar koi shaks peshaab karta he to kya wo naapak ho jayega? Aga he to pir paak hone ka kya tareeka hoga?

A: Khara hokar peshaab karna Muslmaano ka tareeqa nahi he. Ye kuffaar ka tareeqa he. Musalmaan ku us se parhez karna chahia. Lekin agar kisi ne khare hokar peshaab kya owr peshaab ke cheente us ke upar nahi aye, to wo napaak nahi hoga. Agar cheente us ke upar aaye, to us jaga ku dhowle.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)