Qurbaani ke jaanwar me ayk hissa aqeeqa ki niyyat se karna

Q: Kya Qurbani ke Janwar ma Aaqeeqa ka hissa dala ja sakta ha?

A: Ghai owr ownt me saat hisse he. Agar kisi ne ayk hisse me aqeeqa ki niyyat ki owr baaqi hisso me Qurbaani ki niyyat ki, to ye jaaiz he. Dono hojaegi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)