Khatme-Khwajagaan

Q: Hazrat kya khatame-khwajagaan ko koi bhi duniyawi maqsad ke liye parh sakte hain akele. Koi kisi tarah ka khatra to nahi hain. Parhne ka tariqa or iske mujrib hone bare main tafseel se batayein.

Is khatame-khwajagaan recited alone for any worldy need? Is there is any hazard in this wazifa while recited alone? How to recite it? Is khatame-khwajagaan effective for any need? Give me full details about it.

A: Jee, parh sakta he.

Shuroo me durood shareef parhle phir kuch der tak لَا إِلـٰهَ إِلَّا أَنْتَ سُبْحَانَكَ إِنِّيْ كُنْتُ مِنَ الظَّالِمِينَ aur akheer me durood parhe. Phir apne hawaaij aur dharoorat keliye du`aa maange.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)