Khule maidaan me azaan dena

Q: Mera khwaab ye hai ke khule maidaan hai aur main khule maidaan mein asar ki azaan de raha hon. Iski tabeer kya hogi?

A: Paanch waqt ki namaaz apne saheeh waqt par musjid me parhne ka ihtimaam kare owr purda ka ihtimaam kare tamaam na mahram lowgo ke saat. Lowgo ke huqooq ada kare owr tamaam mushtabah owr haraam cheezo se parhez kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada