Mard kis kis jage ke balo ki safai kare

Q:

1. Main yeh poochna chah raha tha ke mard apne pure jism mai se kis kis jagah ke balo ki safai kare khas to per sharamgah eoper neache ke balo ki safai ki detail bhi batay?

2. Jab main apni sharmgah ke balo ki safai kerta hoon to ye baal mujhe chubte rehte hain main bohat tang aa jata hoon ke is se acha hai ke main safi na karoo or oper se us jagah per kharish si hone lagty hai.

A: Baghal ke neeche ke baal, zere naaf ke baal, sureen ke baal nikaalna sunnat he. Agar ziyaada lambe hojaai owr chaalees rowz se ziyaada chowr dia jaai to unka kaatna waajib he owr agar chowr de owr ne kaate to wo gunahgaar hoga.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)