Awrato ku namaaz ke liye Musjid ki azaan tak intizaar karna zaroori he ya nahi

Q: Kya azaan se bees minute pehle namaaz parh sakte he jaise awwal waqt hojata he? Agr koi azaan or namaaz ke doraan safar me rahe to kyia bees minute pehle namaaz ada karsta he azaan se?

A: Awrato ku Musjid ki azaan tak intizaar karna zuroori nahi he. Jab waqt daakhil hojae to wo namaaz parh sakti he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)