Namaaz par paabandi karna jamaat ke saat

Q: Mere abba jaan ko khwaab dikha. Aap please uski tabeer batae. Masjid me dawath tha mere abba vahi gaye the vahi abba ke sath dusra admi bhi tha sab log dawat khane ke lie chale gaye sab log ka khana hone ke baad mere abba or dusre admi ko bulaya khane ke lie ye tha khwaab abba kehte he ki muje aur dusre admi ko sabke sath khane ke lie kyu nahi bulaya?

A: Namaaz par paabandi kare Musjid me jamaat ke saat. Jo lowg namaaz par paabandi karte he jamaat ke saat, Allah Ta'ala un ku rowzi me barkat dete he owr unki rowzi un tak bohot jaldi phonchti he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada