Neak aa'maal ki shakal aakhirat me

Q: Hadith ka mafhoom mein aaya hai ke sunnate muakada parne se Allah jannath mein ek mehel banadete hein. Please tell me isi tara aur duniya mein kya aamal karne se jannath cheezien banti hai?

A: Jo bhi neak amal aadmi dunya me kare, aakhirat me wo neak amal ayk ni'mat ki shakal owr surat iktiyaar karega owr aadmi ku us ka swaab milega. Lihaza insaan ku chaahia ke zindagi ke har lamha ku qeemti samjhe owr koi waqt zaai hone ne de.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)