Awrat ke kafn ke lie mard ka ihraam istimaal karna

Q: Kya kisi mard ka ihraam kisi aurat ka kafan bana sakte hai jaise mere mamu jaan bhai ka ihraam meri ammi ka kafan bana sakte hai kya?

A: Awrat ka sunnat kafan paanch kapre he. Agar us ke andar kisi mard ka ihraam istimaal kya jae, to jaaiz hoga.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)