Azaad ka lafz istimaal karne se talaaq

Q: Mere shauhar ne mujhe kaha ke jaa main tujhe azaadi deta ho tu dusri shaadi karle. Tu apni maa ke ghr chali jaa. Jaa main tujhe azaadi deta ho. Kya yeh jumle se talak hojaati hai aur kya isme niyat dekhi jaati hai aur agr talak hogy hai tu nikah dubara kis tarah hoga halala karna hoga ya phir aese hi nakah hojaati hai. Please zara gaur se bataye aur jaldi.

A: Agar aap logo ke yaha azaad se muraad talaaq liya jaata ho to talaaqe-baain waaqi ho jata he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: