Electronic Tasbeeh istimaal karna

Q: Mera question hai ajkal new tasbeeh ae hn electronic jisme count and reset both buttons hote hn n usme counting liki ati h ke apne kitne dafa parlia h ap dekskte hn bht small hai finger me attach hojati h easily n bina rukawat ke ap bat krte hue bi padskte hn. mera question hai is tasbeeh se parna se sawab milta hai jo bi hum parte hn zikr and wazaif uska kyn ke me ye tasbeeh use krta hn daily ke wazaif and zikr padne kelye but me dil se padta hn dhyan lagake jo bi zikr ya tasbeeh padta hn totally. Kia is tasbeeh se parna jaiz hai. Agar dil se parhe koi shaks to?

A: Haa, thawaab milte he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)