TV dekhte waqt wazifa parhna

Q: TV dehkte hoi kiya wazaif parh sakte hain maslan song movie and tv drama etc?

A: TV dekhna jaaiz nahi he. Ye bohot bara gunaah he. Wazifa parhna TV dekhte waqt kaisa jaaiz hosakta he? TV ku fowran band kare owr istighfaar owr tawbah kare owr ye azam kare ke aainda ye gunaah nahi karega. Hadith Shareef me aya ke sab se sakt azaab un logo ku diya jaega jahannum me jo tasweero ke gunaaho ke andar mubtalaa the.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: