Zehni khiyaalaat ki wajah se khwaab dekhe

Q: Maine khwaab me apni cousin ke mangetar ko apna sohar bannty dakha hy isstakarah ki phr b usko dakha hy iska kia matlab ho sakta hy. Please meri madad karen or jawab den.

A: Is khwaab ki taraf ziyaada tawajjuh ne de. Ba'd dafa zehni khiyaalaat ki wajah se khwaab dekhe jaate he. Jis larke ke lia aap ne istikhara kya agar wo neak he owr aap ke maa baap us ke Deen, Akhlaaq owr aadaat se kush he to aap un se shaadi kar sakti.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Labels: