Huzoor (Sallallahu Alayhi Wasallam) ki qabar ke paas kin kin ki qabre he?

Q: Hazrat zara is baat par roshni de ki jo gumbad a khzra he wo kiska mazar he baaj kehte he Sarkare do aalam (Sallallahu Alayhi Wasallam) ka he baaj kehte he ki jaha Sarkare do aalam (Sallallahu Alayhi Wasallam) ki qabre anwar he waha hazart abu baqr siddique or hazart umar faruk ki bhi qabre anwar he or ek qabr baaju me he wo khali he , barae mehrbani zara is masle ko saaf karde. Me ahele sunnat wl jamaat se belong karta hu.

A: Ye saheeh he ke Hadhrat Sarkaare do aalam (sallallahu alaihi wa sallam) aur Hadhrat Abu Bakr aur Hadhrat Umar (radhiyallahu anhuma) ke qabre waha he aur eik jagah Hadrat Esa (alaihis salaam) keliye rakhdi gayi he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)