Aakhirat ku saamne rakhna owr qabar ke lia tayyari karna

Q: Me ne dream dehka ke koi do insano ka sath jaha raha ho aur kisi jaga lae kar jaha ra hai esa feel ho ra marna ka bd wali zandgai shahid tu unho na kha edhar lait jata hai wo esa ta jesay ek railway station ki track line hoti aur hum 3 us par lait gae Aur ek Aur aya hum ko saza dena Aur lakeer Mari thin red type ki red fingers and ma ki taraf Bas Phr ma daar Gaya Aur ankh khol gai Bas Phr esi dream ki waja sa metlab daar ki waja fajr ki namaz parnay gaya.

A: Musalmaan ku chahia ke har waqt aakhirat ki fikar saamne rakhe owr qabar ke lia tayyari kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

 Answered by:

Mufti Zakaria Makada