Qadha namaaz

Q: Falaa shaks ki bhoht qaza namaze rehgayi he and wo poori ada karne ka waqt nahi he uske paas kyu ke kaam aur aaj kal ki areshaaniyo me to bataye namaaz ka kaffaara he koi? Mene suna he jeyse fitra zakaat dete he ayse qaza namazo ka fitra bhi deskte he jisse qaza namaze maaf hojati he?

A: Namaaz ka kaffarah yahi he ke usko waqt ke oopar adaa kya jaaye. Jayse bhi haalat ho waqt se muakkar na kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)