Zohar ki chaar sunnate namaaz ke ba'd parhna

Q: Zuhr ki pehli chaar sunnat-e-muakkadah choot jaye to namaaz ke baad parna qaza hogi? Agar nahi to niyyat kya kare?

A: Jee haa. Zuhr ke do sunnat ke ba`d chaar rakaat ki sunnat ka qadha karlo.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)