Baal ku dafnaana

Q: Mera sawal yeh hai ke sar pe kanga karne se jo baal gir jaty hain to un balon ka kya kya jai aj ke doar mai dafnana mumkin nahi amm aurat k liye. To aj ke doar ke mutabiq is ka hal bata dain ke balon ka kya kea jai. Is ke elawa kya girne wale balon ko jalya ja sakta ha? Yeh kam jaiz ha ya nahi?

A: Usko dafnaya jaaye.

Nahi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Labels: