"Tum meri taraf se azaad ho" khene se talaaq

Q: Aik aadmi ne aik din larae ke doran apni biwi ko talaaq de. Is k aik saal ke bad aik dn phr usi admi ne namz prhny k bd ja,ae nmaz pe baith k apni bv ko Kaha k mai khuda aur us k rasool ko hazir nazir jan k khta hu k tm mre trf se Farigh ho 2 ya 3 dn ke bad admi ne phr es bt ka iqrar keya ke mai ne tumain khuda aur rasool ke nam pe faarigh kar dia. Aur mai apny pehly khy huay Alfaz pe qaim hu. Kia aisi surat mein is aurat ko tallaq ho gai he aor agr hogai h to kia wo aurat kisi aor se nikah kr skti he?

A: Talaaq bhi hogayi aur ye lafz kehna ke "Rasool ko haazir naazir jaanna" ye ghalat aqeedah he. Is aqeedah se tauba karna chaahiye.

Iddat ko khatam karne ke ba`d woh nikaah kar sakti he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: