Haraam taalluq

Q: Ayk lady he. Bohot hi deen daar he. Namaazi bhi he. Unho ne cell lia usme fb unho ne use krna start ki unhe ati ni th use krna jbh bs wo aleem e deen ka name search kr k unhe add krlia krleti th ya pic lagi dekh kr.to ase hi ak larka 29 to 33 age ka h unho ne use request send ki ku k unho ne ksi aleem e deen ki pic lagai hui th ab jb add kia bt hui to unho ne btaya k me aleem e deen ni bs unka manne wala ho wo b deen dar h kafi.ab wo lady roz bat krti h deen s hi link call pr hi bt krti h hn unse wo unhe apna mo bola bacha khti hn. un lady k bache b h bacho ko thori prob h bt krne me shohar ko koi prob ni ab ap ye bataen k kia jaiz h bt krna asa deen me allow h kia wo theek krri h?

A: Ye ta`alluq na-jaaiz he. Usko khatam karna chaahiye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)