Sajda-e sahw karne ka tariqa

Q: Mufti saheb sajda-e-sahu karne ka treeqa tafseel se batade. Us me ayk sajda karti he ya do?

A: Attahiyyaat parh ke akheeree jalse me dahne taraf salaam karo aur do sajdah karlene ke ba`d phir se attahiyyaat, durood aur du`aa parhke salaam karle.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)