Riba owr profit me farq

Q: Islam me interests ka pesa haram mana jata hai to phir bank se interest lena theek hai kya? Aur retailers bhi agar kisi shop me cost price se X3 selling price bana ke beche to kya wo haram nai hai? Retail business me phir profit kitna tak lena chahiye? I mean ziyaada lena bhi to sayad haram hai kya?

A:

1. Chaahe bank se lo, haraam to haraam hee rahega.

2. Ye riba nahi he. Riba aur cheez he aur samaan ke oopar nafa lena aur cheez he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Labels: