Hurmat-e-musaahara

Q: Kya farmaty hain Ulama-e-deen es bary main aik bchi jiski shadi mamo ke bety se 4 saal pehle hui uski aik bchi bhi hai. Aik rishty dar ney masla uthya ke almost 45 years ago es bachi ke walid ney larkay ki walda ki charpai par ghalban burri niyat se gaya aurat ney sakhti se manaa rok diya mard ka hath tak urat ko na laga aurat ney inkar kr k rok diya. Main bachi ki saas se baat ki us ney kaha muje ani bahoo k walid ney mery jism pr hath tak na lagya.

A: Agar haath ne laga ho to hurmat-e-musaaharat huwi nahi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: