Bank se qardh lena

Q: I have two question. Kya kaafir bank se qarza le sakte hai? Dosra ke namaz me niat dil me hi krni chiye ya zaban se alfaz bol kar karni chahiye?

A:

1. Bank qardh par sood lete he, is wajah se un se qardh lena jaaiz nahi he.

2. Dil me niyyat kar le.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)