Haj-e-badal

Q: Mujhai yai jaanna tha ke haj-e-badal ki kya fazilat hai according to hadith? Marhoom ki taraf sai haj-e-badal karwanai ki fazilat kya hai? Marhoom ki taraf sai haj kara saktai na? Hum sab ladkiya hai mohareem na ho toa hamarai Abba kai kareebi ko haj-e-badal kara saktai na?

A: Haj kar sakte he marhoom ki taraf se. Haj jis ki taraf kya jaraha he aur jo haj kar rahe he dono haj ka thawaab milenge.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)