Teen talaaq ke ba'd saat rehna

Q: Mera swal ha ke agr koi aisa admi jis ko talaq k method ka pta ne ho vo apni bivi ko ik he waqt mein 3 talaq likh kr day or pher ik mujlis ki 3 talaq ko ik talaq shamar kr k dobara apny gr ly ahey or bivi khavand ki hasiat sa rehna start kr day ahea Quran o sunnt ki roshni mein aisa krny sa vo mian bivi bn skty hen ya halaly ki zrort hogi.

A: Is tarah rehne se haraam ka irtikaab kar rahe he. Fowran alag hona chaahiye. Kisee soorat me eik doosre keliye halaal nahi he halalah ke baghayr.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: