Kapra paak karne ka saheeh tariqah

Q:

1. Kapra paak karne ka saheeh tariqah kya he?

2. Agar kapre me najaasat nahi laga he lekin kapra paak bhi nahi, kya to wo kapra pehen kar kya namaaz adaa karna jaaiz he?

A: 

1. Paani me usko khoob bhigode aur nichore achchi tarah se. Usko teen martabah kare aur phir woh paak hoga.

2. Agar kapre par koi napaaki nahi to uske saath namaaz parhna durust he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)