Mazi owr mani me farq

Q:

1. Mai aap se poochna chahti hun ke ihtilaam ki wajah se agar mani khaarij ho jaye toh kya wo kapre par qatre ki tarh dikhti he?

2. Subah uthne par mujhe koi khwaab yaad nahi tha aur naahi koi geelapan aur kapre par koi nishaan bhi nahi tha lekin dhiyaan se dekhne par ayk chota raai ke baraabar nishaan mila jo ke samjh nahi aaya ke kis ka nishaan he ya pir kapre ka dhowya huwa koi nishaan he? Itni choti se cheez ke liye mujhe ghusal karna para?

A:

1. Mani to nazar aayegi dharoor ya uska nishaanah makhsoos hoga.

2. Nahi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)