Khwaab ki ta'beer

Q: Mein daikha k mere abbu doosri shaadi kar rahy hain aur mein bohat ziada pareshaan hun aur log mujhe tasalli dy rahy hain aur meri ammi nay yeh khuwab mutaadid baar daikha hai. Baraae mehrbaani is khuwab ki tabeer bta dain Allah aap ko jaza-e-khair day aameen

A: Allah Ta'ala aap ke maa baap ke nikaah me barkat daalde owr aapas ki mahabbat ku barhaade.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada