Khwaab ki ta'beer

Q: Khwab mai chuha dekha h wo meri taraf aaya mai pr khari hu mene use maar diya h

A: Na mahram mardo aur larko ke saat purdah ka ihtimaam kare aur gunaah ke saare asbaab se ijtinaab kare jese cell-phone, internet, wa ghairah.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)