Wudhu ke waqt dupatta pehenna

Q: Kiya wudhu ke liye sar par dupatta lena farz he? Sar pe dupatta orhay baghair wuzu nahi hota kiya? Lekin ghusl ke doran jab wudhu kiya jata he ta to sar pe dupatta nahi hota. Baraaye meherbaani rehnumaai farmaaye.

A: Wudhu hojata he. Albatta bilaa wajah dupatta nikaaldena saheeh nahi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)