Kapre dhone ke ba'd nishaani baaqi reh jana

Q: Agr kapre pe mazi lagi ho aur us kapre ko teen baar dho liya jay phir sookhne ke bad us pe mazi ka nishaan baaqi reh jaaye to kya kapra paak ho jayega?

A: Agar achchi tarah dho liya aur dhone ke ba`d nishaani baaqi reh gayi to kapra paak he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)