Gardan ka ghosht kaana

Q: Kya murgi ki gardan ki boti khana galt hai? Ya jis dish mein gardan ki boti ho wo makrooh hoti hai?

A: Gardan ka gowsht khaya jaa sakta, lekin haraam maghz jo us ke andar he, us ka khaana jaaiz nahi he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)