Qabro ka bosa lena aur agarbatti jalaana

Q:

1. Aaj kal sunni moulana A'ala hazrat ka hawala de kr ye taqreer karte hain ki mazaro pr ja ka bosa nhi lena chahye, choomna nhi chahye, aqeeda chahe jo bhi ho. Ye bhi soch kr nhi karna chahye ki pyar muhabbt me kar rahe hain. Insan sajda nhi krta hai, sajda to khuda k liy hi hai sirf. Phr muhabbat me choom leta hai, bosa le leta hai. To kya ye sb nhi karna chahay?

2. Or kya qabro pr agabatti ya candle bhi nhi jalana chahye?

A:

1. Qabro ke oopar mannate maanna, unko choomna chaatna ya waha nazar karna sab ghalat he.

2. Ye bhi be-asl cheez he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)