Ihtilaam

Q: Me larki hu aur meri pareshaani ye he ke kuch dino pehle hi ihtilaam ke baare me pata chala he aur me bohot pareshaan hu kyunke mujhe har rowz safed discharge hota he, jab me so kar uthti hun tab bhi mujhe ye discharge milta he. Kya ye discharge mani ya mazi maana jayega? Is wajah se har rowz ghusal karna par raha he kyunke mazi bhi safed discharge ki tarah hoti he.

A: Agar aap khwaab ne dekhe owr sirf discharge he, to ghusal waajib nahi hoga.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)