Gandagi ko saaf karne ka tareeqah

Q: Mera sawal ye he ke agar hath ganday ho to wo ziyaada se ziyaada kitni baar dhona chahiye?

A: Agar ek baar dhone se gandagi nikal jaye to ek baar dhona kaafi he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)