Shohar ne kaha "tum meri taraf sai farigh ho" to talaaq hogi?

Q: Meray husband nai mjhy gussy mai bola talaq dai dunga talaq dai dunga phir kharay ho kay bola tum meri taraf sai farigh ho jahan jana chaho jo kurna chaho karo aur phir 65-70 din sai ruju bhe nahin kiya kya ye talaq hui?

A: Jaha par ye lafz talaaq keliye isti`maal kya jaata ho to talaaq baain shumaar hoga.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: