Waalid se paisa lena

Q: Mere walid muje internet ke payment dete hn every month but is month meri payment automatically pay hochuki hai by internet company but mere walid ne muje paise dedye hn internet payment ke, muje paison ki zaroorat hai to kia me wo paise parent ko bina batae use karsakta hn apne zaroorat kelye kia wo paise mujpe halaal honge ? ye parents ko wapis karna honge batake ?

A: Agar aapke waalid ne aapko payse dediye bilaa kisee shart ke to payse aapka ho jata he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)