Shubuhaat

Q: Mein wehum owr wesesay ki mareez houn mujay ya poucna ha

1. Ager koi khud kalami mein Qurani aayat baturteeb yani alfaz agy pechay ker day yani ya keh rahi ho mein nay Quran es aayat sa perhna shorou kena ha lakin alfaz agay pechay ker dey

2. Ager koi ourut bat kertay huyya keh day ka mein insan houn mujay zeada momin bunay ki zarorut nahi

3. Ager koi ourut khud kalami mein hadees ka alfaz jasay ya hadees ha rizik ki quder kro es sa ya sumuj ker apanay app sa ya keh dey pearay nubi na fermaya riziq zaiya nahi kerna chahiy to kia os ko hadees ka alfaz budulnay ki weja sa gunah ho ga

4. Mujay koch nufciaty masail hain kisi weswsa anay per 2 ya 3 bar ya keh day my name es Allah pleez mujay in gultioun ka bary mein bta dein kka in sub gutioun sa mery iman owr nikha per to aser nahi hoa Allah app ko jazay kheer dey

A: In qism ke shubhaat se kuch nahi huwa. Durood shareef parhte rahe aur Allah se panaah mangte rahe. Rozana Fazaa'il-e-Sadaqaat ki taleem kare subuh shaam kuch Qur'aan ki tilaawat ke saath.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Labels: