Khwaab ki ta'beer

Q: Mai khwab mei dekha kise gareeb mazdur ke ghar bait kar khana kha raha tha iski tabeer kya ho saktee hai?

A: Ayse lowgo ki suhbat ikhtiyaar kare jo maal daar nahi he. Un ki suhbat se aap ke andar qanaa'at owr shukar guzaari ki sifaat aayegi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Labels: