Kufria kalimaat

Q: Mai ne aik gana suna jis main ye jumla tha "sab dhokay hain taqdeeron ke" mai ne ye jumla khud se gaya bhe tha. Plz mujhe batain kia ye kufria kalima hai or kia es se insan islam se kharij ho jata hai. 

A: Ayse kalima har giz zabaan par nahi laana chaahiye. Istighfaar karo aur taubah karo.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: