Kya jaanwar Jannat me jaaenge?

Q: Ham ne bilian pali thi jo hamaray ghar paida hui thi hame un se bohat payar h magar un ma se aik mar gai h jis ka hame bohat dukh wo bohat boll rahi thi marnay se pahlay pta nahi usy kia takleef thi lakin abhi wo choti thi 4 mah ki i want to ask k kia janwar ko marnay ki bohat takleef hoti h us k marnay k bad kia hota h kia wo bhi janat or jahanm ma jatay hn?

A:

1. Wo bhi Allah Ta'ala ki makhluq he, aur is dunya me jo halaat makhlooq par guzarte he (aaraam, takleef, bimaari, tandrusti, waghairah) wo haalaat un par bhi aate he.

2. Nahi, Allah Ta'ala un ko hamesha ke lia maut denge owe wo ne jannat mein jainge aur na jahannum mein jainge.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)