Apne aap ko mukhaatab karna wazifa parhne se pehle

Q: Me jb bi koi zikr ya tasbeeh parta hn to sbse pele apne apko muqatib karta hn means niyat ke Allah ki razi n sawab kelye paraha hn but apne pele batayatha mje ke zikr n tasbeeh kelye niyat ki zaroorat ni h to muje bataen me hr deeni kam se pele apne ap ko muqatib karta hn kia me pagal hogaya hn ya it's okay ?

A: Ye theek he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: 
Labels: