Ghalat qasam khaana

Q: Mny ghalti sy nadanista kisi irady k khilaf khuda ki qasam kha li is sy kisi ko nuqsan to nhi hua lakin eik khalish hy dil mn k is ka kaffara kesy ada krn mehrbani farma kr bta dn .

A: Agar qasam khaayi ho maadhi ke seeghe me aur woh ghalat nikal aaya to uska koi kaffaarah nahi. Albatta taubah kare aur istighfaar kare. Is tarah ki qasam khane se ihtiyaat kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)