Shaadi shuda aurat ghair mahram se chumna

Q: Agar koi shadishuda aurat kisi gair mard ke saath jismani rista banati hai (koi gair mard wo aurat ke hothon ko ek baar chumta hai to wo aurat ka apne shauhar se nikah rehta hai ya toot jata hai? Agar toot jata hai to fir se nikah kr ke apne shauhar ke saath reh sakti hai?

A: Nikaah nahi tootta, lekin ye bohot bara gunaah he. Us se chahia ke tawbah kare owr azam kare ke aainda aysa gunaah nahi karegi. Issy tarah us ajnabi aadmi se door rahe.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)