Khwaab

Q: Meri ami ne khawb dekha meri ne kaha k falaa aurat ATI hai k tum meri beti se shadi karo gey pehle ami meri us aurat ka naam nai batti kuch month k bad mae apni ami se khawb mamla puchta hon pehle ami meri nai batati phr batati hai k tum kehte k tumahri khala tumahe kehti hai k tum meri beti se shadi karo gey ami kehti k tum mujhe a kehte ho mufti sb pehle mae sochta hon kis ne kaha ho ga mae sochta hon hamri aik rishte dar hai us ne mujhe 5 saal pehle kaha tha k tum meri beti se shadi karo gey us ko mae ne han kar dey the Lakin mae ko nai batya tha jab ami ne khawb wali baat bati pehle to soch mae par gey k mujhe ne falaa rishte dar ne kaha tha phr mae ne ami ko 5 saal pehle wali baat bati k falaa rishte dar ne kaha tha ami ne kaha nai tum apni khala ka kehte ho woh kehti k mari beti se shadi karo gey mufti sb jis ne mujhe apni beti se shadi kaha tha woh mari khala nai hai aur meri ami ne jo khawb dekha tha meri khala ka kehti hai mufti sb mujhe is khawb ka puchna tha

A: Agar downo khaandaan nikaah se khush he, owr aap owr aap ke maa baap larki (aap ke rishtidaar) ke Deen, Aklaaq owr aadaat se bhi khush he, to aap us se nikaah karle.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Labels: