Zer-e-naaf ke baalon ko kitna muddat tak rakhna

Q: Mera sawal ye hai k jab larkay may balaaghat ke alamat wazih hojay aur zere naf baal be ug jay aur bughul kay baal be ug jay to un ko ketnay barhney kay baad saaf karna chahey ya wazih hotay he saaf karna chahay

A: Jab baal nikaljai, to hafte me ayk dafa ya har do hafte me saaf kare. Ziyaada se ziyaada chaleese rowz ke andar saaf kare. Agar chalees rowz se ziyaada hojai, to gunehgaar hoga.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)