Maghrib ke waqt chote bachche ko ghar ke andar rakhna

Q: Hum apne baro ko dekhte hai ki magrib ke waqt ghar ki lights or ghar ke stairs ki light on krte hai or darwaze khol dete hai or darwazo ke pass (chokhat) pe bethne ko mana karte hai to islam mai iski kya ehmiyat ya aisa kyu karte hai magrib ye waqt ye mera sawal tha.

A: Lights kholna aur darwaza ko kholna ye sab be asl he. Albatta maghrib ke waqt chote bachche ko ghar ke andar rakhna chaahiye darwaza band karna chaahiye taake bachche baahar ne nikal jaaye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)